Friends Agar Aapko Twitter Account Banana Nahi Aata Hai. To Ye Post Aapko Jarur Read Karna Chahiye. Jisase Aap Twitter Account Kaise Banaye Sikh sake. Twitter Account banana bahut aasan hota hai. Aaj Internet ka samay hai. Sabhi log aapas me Social media se connected rahte hain. Isliye aap Bhi Twitter ke sath apane dost ya Relatives ke sath social media se jud sakte hain. Khas Kar Aaj Bollywood Star Ya Hollywood star Use karte hain. Aapne News me suna hoga ki Kici Star ne twite kiya hai. Wo twitter se hi kiya jata hai. Aap bhi Apane favourite star ke sath twitter ke jariye jud sakte hain. Tv se Le kar film tak sabhi Twitter use karte hain. Jisase stars apane fan ke sath jud sake.
- Google Account Kaise Banaye – Make A Google Account 2018 Hindi
- Paytm New Account Kaise Banaye & Paytm Kya Hai In Hindi webrupees
- Twitter Kya Hai – What Is Twitter In Hindi
Twitter account open karne se pahale aapko twitter ke bare me poori jankari hona bahut important hai. Jisase aap twitter ko samajh kar isake benefits samajh sake. Twitter ke bahut sare use hote hain. Jisake bare me mai. Aaj aapkko Poore Details se batane wala hun. Aapko Meri Information jarur pasand aayegi. Aapko Twitter account bahut sare field me aapki help kar sakta hai. Log Sirf twitter ko message ke liye hi janate hain. Ye bhi facebook ki taraf bahut useful apps hai. Jo aapko aapke business ya website blog ke liye bahut benefits de sakta hai. Twitter account kaise banaye. Aur isake sare benefits ke liye ye poora post read kare.
Twitter Account Kaise Banaye?
Twitter Account Kaise Banaye? Isake liye aapko sabse Pahale www.twitter.com pe log in karna hoga. Aap Mobile ya bhi desktop kici bhi device me bhi aap twitter account create kar sakte hain. Mobile me Twitter account banane ke aap Play store me ja kar Twitter apps download kar le. To Twitter, account banane ke liye niche gye instruction follow kare.
Step 1
Sabse Aapjo www.twitter.com me jana hai. Jaisa aap niche pictures me dekh rahe hain. Aapko Simple Sin Up me click karna hai.
Step 2
Ab Aapko apna Twitter Account name add karna hai. Aur niche apana Mobile Number bhi add karna bhut Important hai. Jisase Aap Apana Account Create kar sake.
Step 3
Ab aapke samne second page open hoga. Jisame aapko Sin Up Karne ka Option Aayega. Aapko simply click karna hai.
Step 4
Ab Aapke samne aapka mobile number verify karneka option aayega. Jisame aapko Ok Click kana hai.
Ab aapko register mobile number me aaye. OTP code ko Add karna hoga.
Ab is page aapko aapke intrest ke anusar Kuchh Category choose karna hoga. Jisase Twitter aapko aapke pasand ke accourding aapko search provide kar sake.
Ab yahan aapko twitter kuchh suggestion deta hai. Jise aapko follow karna hai. Ye Aapke twitter account karne ke liye bahut Important hota hai. Aapko koi bhi profile ko follow karna hai. Jisase Aapka Twitter account open ho sake.
Step 8
Ab yahan twitter aapse punchhata hai ki, Aap witter ki notification lena chahte hain ya nahi. Aapko choose kadrna hoga.
Step 9
Ab aapka account ban kar readdy ho chuka hai. Bs aapko start par click karna hai. Ab aapke samne ek captcha code aayega. Jise aapko simple click karna hai. Jisake baad. Aapko Next kar dena hai.
Aapke registered mobile number me fil se ek Verification code aayega. Aapko OTP Twitter accounts me add karna hoga. Aapko OTP code dalne ke baad Continue In Twitter me click karna hoga. Aapka Twitter accounts completely Taiyare ho gya hai.
Twitter Account Ke fayde
Aapko Twitter Account Kaise banaye Samajh Aa gya hoga. Ab aapko Ye janana bahut Important hai. Ki Twiiter Account Ke kya benefits hote hain. Agar aap twitter account ke sare benefits ke bare me jaan jayenge. To aapko apane twitter account, se bahut achchhi help mil sakti hai. Ye bahut sare aapke kaam aa sakta hai. To start karte hain. Twitter account ke fayde.
- Twitter account se aap apane fav stars ke sath bate kar sakte hain. Celebrity ke account ko twitter verifie karta hai. Aur usame ek blue color ka Right nishan lagata hai. Jisase koi bhi user sahi ID ko pahchan sake.
- Aapka agar Online business Blog Website Ya YouTube channel hai. To Twitter aapke business ko Progress karne me aapki kafi help kar sakta hai. Jisase Aapka Work achchha Grow ho sake. Aaj sabhi online business Twitter se bahut Jyada Progress kar rahe hain.
- Twitter Account se aap Apane business ka Promotion kar sakte hain. Jaise Website YouTube Ya Koi Bhi Business ho. Aapko isase kafi help mil jayegi.
- Twitter me aap photo video ya koi bhi post share kar sakte hain. Jisase dusare users use dekh sake. Aur aapko follow kar sake.
- Online business Website Blog Ya YouTube channel ke liye twitter bahut important hota hai. Twitter account se sabhi ko ek backlinks milta hai. Jo Website blog aur YouTube channel ko rank karana me bahut kaam aata hai.
- Aap twitter account ko mobile ya Laptop kahin bhi use kar sakte hain. Jisase Aap ise aasani se optrate kar sake.
Ab aapko samajh aa gua hoga ki. Twitter account aapke liye kitana fayde mand ho sakta hai. Aap Bhi Twitter se judiye aur isake bahut sare features ka maza lijiye. Jisase Apka Online Promotion ho sake.
Last Word
Friends Aapko Aaj Ka mera Ye post kaisa laga mujhe comments me jarur bataye. Agar twitter account banane me koi problem Hiota hai. To aap Mujhse discuss kar sakte hain. Mujhe aapki sahaytra karne me khushi hogi. Aap Is website ke sath jude rahe. Jisase aapko mere new post ki information turant mil sake. Twitter bahut achchha social media apps hai. Alexa Ke bare me aapko pata hi hoga. Twitter Poore world me 12 number ke rank haai. Ab aap samajh gaye honge ki Twitter ki popularity kitani hai. Twitter account kaise banaye. Is Post Se Related apana Question niche Likhe. Twitter ko Google Play Store se Karodon logon ne downloads kiya hai. Bahut sare users twitter ke hain. Agar koi artist hai ya Kici bhi Perfection me hai. To wo twiiter ke sath jud kar bnahut sare followers bana sakta hai. Jisase aapki popularity badh sakti hai.
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye _ Poori Jankari Hindi Me
- Money Transfer Kaise Karen – How To Transfer Money In Hindi
Aaj twitter ko launched hue 12 saal ho gye. Twitter ki shuruwat 21 March 2006 ko hua tha. Ye ek social media apps hai. Isaka Home Branch San Francisco California USA me hai. Poore world me twitter ko use kiya jata hai. Is social media apps ko char logon ne mil kar banaya tha. Twitter ke founder Jack Dorsey Noah Glass Biz Stone Evan William Hain. Twitter me total Employ 3370 hain. twitter ke active users 370 million hain. Jo poore world se gina gya hai. Ab aapkjo samajh aa gya hoga Twitter Kya hai. Twitter Account kaise banaye. Is Post Ko Apane Friends ke sath jarur share karen. Aur mere website ko subscribe bhi jarur karen. Post ko read karne ke liye thanks.





Leave a Reply